Sometimes in life, there are moments when everything feels heavy and we are filled with sadness and pain. During these times, it becomes difficult to express what we are truly feeling. That is why we have brought you a collection of Gam Bhari Shayari. These shayaris can help you put your emotions into words when words alone seem insufficient. If you are looking for more sad, deep and heartfelt shayari. Don’t forget to check out our Dukh Bhari Shayari.
Gam Bhari Shayari In English

Haste dilo me gham bhi hai,
Muskurati aankhe mein kabhi nam bhi hai,
Dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke,
Kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai.

Na jeene ki khushi na marne ka gham,
Pal pal unhe yaad karke tadapte hain hum,
Aap rokar bhi apna dard kam na kar sake,
Aur humne muskurakar apna har gham chhupa liya.

Mujh se hamesha khushiyan hi roothti hain,
Ghamon ne kabhi nakhre nahin dikhaye.

Aaj utra hai dil mein qafila-e-gham ka,
Khoob royein ge ke raat apni hai.

Simate rahe gham doosron ke hum,
Aur duniya ne cheen li saari khushiyan hamaari.
Gam Bhari Shayari with Images

Anjaan is gham se koi reh nahi sakta,
Koi sabar karta hai to koi seh nahi sakta,
Mohobbat to har dil ko ho hi jati hai,
Bas koi izhar karta hai to koi keh nahi sakta.

Jahan bhi diya gham ne diya saath mera,
Khushi ne to har jagah tanha chhoda hai mujhe.

Ghamon ka paani ab bohot barh gaya,
Ke ab dil ke band bhi tootne lage.

Tu samajhta hai sirf tere hi gham motabar hain,
Tum ne dekha hi kahaan hai mujhe shaam ke baad.

Tere bakshe hue ek gham ka karishma hai ke ab,
Jo bhi gham ho mere mayar se kam hota hai.
Gam Bhari Shayari Hindi

एक पहचान हज़ारो दोस्त बना देती हैं,
एक मुस्कान हज़ारो ग़म भुला देती हैं,
ज़िंदगी के सफ़र मे संभाल कर चलना,
एक ग़लती हज़ारो सपने जला कर राख देती है।
Ek pehchaan hazaron dost bana deti hai,
Ek muskaan hazaron gham bhula deti hai,
Zindagi ke safar mein sambhal kar chalna,
Ek galti hazaron sapne jala kar raakh deti hai.

उम्र ने तलाशी ली,
तो जेबों से लम्हे बरामद हुए..
कुछ ग़म के, कुछ नम थे,
कुछ टूटे, कुछ सही सलामत थे।

उन लोगों का क्या हुआ होगा,
जिनको मेरी तरह ग़म ने मारा होगा।
किनारे पर खड़े लोग क्या जानें,
डूबने वाले ने किस-किस को पुकारा होगा।
Un logon ka kya hua hoga,
Jinko meri tarah gham ne maara hoga.
Kinare par khade log kya jaanein,
Doobne wale ne kis-kis ko pukara hoga.

इतनी बेचैनी से तुमको किसकी तलाश है,
वो कौन है जो तेरी आंखों की प्यास है।
Itni bechaini se tumko kiski talash hai,
Woh kaun hai jo teri aankhon ki pyaas hai.

इतनी उदासी क्यों जब नसा-ए-शाम आपके पास है,
इतनी मुस्कराहट क्यों जब दिल्लगी की बात है।
जो दूर जाता है उसकी भी कोई मजबूरी होगी,
केवल आपकी ही नहीं उसकी भी मोहब्बत अधूरी होगी।
Itni udaasi kyun jab nasha-e-shaam aapke paas hai,
Itni muskurahat kyun jab dillagi ki baat hai.
Jo door jaata hai uski bhi koi majboori hogi,
Keval aapki hi nahi uski bhi mohabbat adhoori hogi.
Conclusion:
Understanding and expressing the painful moments of life is important, and Shayari can be a helpful way to do so. If you are looking for more sorrowful Shayari, be sure to check out our Sad Shayari category. Here, you will find all kinds of Shayari that better express your emotions.
If you want to read more Related Shayaris visit our Sad Shayari website.